Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDadra Tal
HomeDadra Tal
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi iss pag mein kabhi uss pag mein bandhta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya yuhin lut lut ke aur mit mit ke banta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi kabhi mandir mein kabhi mehfil mein sajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein phir kaisa gila jag se jo mila sehta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi is pag mein kabhi us pag mein bandhta hi raha
gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke tu chori re hey jeeya gori gori gaon ki gori re kachche hain tere ye resham ke dhaage toot jaayen jo koi tod ke bhaage jab se saiyaan tose neha laage peechhe peechhe main hoon tu aage aage kinche chale aaoge jaaoge jahaan jaa ke dekho to bar jori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main to udd jaaunga ek panchhi jaise mujhe tu bandi bana legi kaise tujhe main bandi bana loongi kaise saiyaan baiyaan mein baiyaan daal ke aise tore honthon se lag jaaungi main ban ke baansuriyaa tori re oooo piyaa gori gori gaon ki gori re main hoon pardesi main hoon pardesi sun le phir naa kehna chala jaana hai yahaan nahin rehna tera rasta dekhenge mere naina yunhi din bitega bitegi raina chaahe chhup jaa tu ghataaon mein chanda dhundh hi legi ye chakori re oooo piyaa hooo gori gori gori gaon ki gori re kis liye bun rahi dori re o piya dori se baandh le gori re bhaage jo kari ke
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hooo oooo oooo oooo ooo ooo oooo gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re uss par roop tera saada chandrama jyun aadha aadha jawaan re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re aake yahan re ji karta hai mor ke paaon mein paayaliya pehena doon kuhu kuhu gaati koyaliya ko phoolon ka gehena doon yahin ghar apna banane ko panchhi kare dekho tinke jama re tinke jama re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake yahan re aake yahan re rang birange phool khilen hain log bhi phoolon jaise aa jaaye ik baar yahan jo jaayega phir kaise jhar jhar jharte huye jharne man ko lage harne aisa kahan re aisa kahan re uss par roop tera saada chandrama jyun aadha aadha jawaan re aadha jawaan re pardesi anjaan ko aise koi nahin apnaata tum logon se jud gaya jaise janam janam ka naata apni dhun mein magan dolen log yahan bolen dil ki zabaan re dil ki zabaan re gori tera gaaon bada pyaara main to gaya maara aake
gudiyaa humse ruthi rahogi kab tak naa hansogi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi gudiyaa humse ruthi rahogi kab tak naa hansogi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi gudiyaa jhuki jhuki palkon mein aa ke dekho gup chup aankhon se jhaanke tumhaari hansi gup chup aankhon se jhaanke jhuki jhuki palkon mein aa ke dekho gup chup aankhon se jhaanke tumhaari hansi gup chup aankhon se jhaanke phir bhi ankhiyaan band karogi kab tak naa hansogi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi dekho ji kiran si lehraayi aayi re aayi re hansi aayi gudiyaa abhi abhi aankhon se chal ke abhi kuchh kuchh honthon se jhalke tumhaari hansi kuchh kuchh honthon se jhalke abhi abhi aankhon se chal ke abhi kuchh kuchh honthon pe jhalke tumhaari hansi kuchh kuchh honthon pe jhalke phir bhi mukh pe haath dharogi kab tak naa hansogi dekho ji
guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain hum ko naa ye gumaan tha o sang dil sanam raahe wafaa se tere behak jaayenge kadam chhalkega zehar bhi teri aankhon ke jaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se guzre hain o bewafaa tera bhi yun hi toot jaaye dil tu bhi tadap tadap ke pukaare ke haaye dil tera bhi saamna ho kabhi ghum ki shaam se guzre hain hum wo nahin jo pyaar mein ro kar guzaar den parchhayin bhi ho teri to thokar pe maar de waakif hai hum bhi khoob har ek inteqaam se guzre hain aaj ishq mein hum uss maqaam se nafrat si ho gayi hai mohabbat ke naam se guzre hain aaj ishq mein
hey gobind hey gopal hey gobind hey gopal hey dayaal naath hey gobind hey gopal hey gobind hey gopal hey dayaal naath praan naath anaath sakhe praan naath anaath sakhe deen dard nivaar hey samrath agam pooran hey samrath agam pooran hey samrath agam pooran moho maaya dhaar andh koop maha bhayaan andh koop maha bhayaan andh koop maha bhayaan naanak paar utaar
hothon pe sachchaai rehti hai jahaan dil mein safai rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai hothon pe sachchaai rehti hai jahaan dil mein safai rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai mehmaan jo humaara hota hai wo jaan se pyaara hota hai mehmaan jo humaara hota hai wo jaan se pyaara hota hai zyada ki nahin laalach hum ko thode mein guzara hota hai thode mein guzara hota hai bachchon ke liye jo dharti maan sadiyon se sabhi kuchh sehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa behti hai kuchh log jo zyaadaa jaante hain insaan ko kum pehchaante hain kuchh log jo zyaadaa jaante hain insaan ko kum pehchaante hain ye poorab hai poorab waale har jaan ki keemat jaante hain har jaan ki keemat jaante hain mil jul ke raho aur pyaar karo ik cheez yehi jo rehti hai hum us desh ke waasi hain hum us desh ke waasi hain jis desh mein gangaa
hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa bhedbhaav bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein bhedbhaav apne dil se saaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein doston se bhool ho to maaf kar sakein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein joothh se bache rahein sach kaa dum bharein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar mushkilen padein to hum pe itnaa karm kar saath dein to dharm kaa chalein to dharm par saath dein to dharm kaa chalein to dharm par khud pe hauslaa rahe badee se naa darein khud pe hauslaa rahe badee se naa darein dusron ki jay se pehle khud ko jay karein hum ko mann ki shakti denaa mann vijay karein dusron ki jay se pehle
humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare main hoon ji pyaar ki pehli nishaani main hoon ji pyaar ki pehli nishaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani aankhon se aaj kahun dil ki kahaani oooooo ooooo oooo sun lo ji paiyaan padun hoooo oooo ooooo ooooo dekho ji binti karun dekho ji binti karun hoooo oooo hoooo oooooo umar bhar laaj nibhana dil naa dukhaana balmaa kahaa mera maan hooo piya duniyaa badi beimaan humare dil se naa jaana dhokha naa khana duniyaa badi beimaan humare meethe do bol yahaan mushkil hai bolna meethe do bol yahaan mushkil hai bolna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna duniyaa se bhed kabhi mann ke naa kholna oooooo ooooo oooo jhuthi hai preet yahaan hoooo oooo ooooo ooooo koi naa meet yahaan koi naa meet yahaan hoooo oooo hoooo oooooo bura hai aaj zamaana toote jiya naa unn sang mein hai meri jaan hooo piya duniyaa badi
humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa jab dil se humne jod liya dil ka silsilaa aage hai kya naseeb mein jaane meri bala chhoda jawaab hi pe muhabbat ka faisala kya faisala karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab chaahat ka aitbaar hai kitna haseen khawaab aise mein kaun maange kisi baat ka jawaab jab aap hi ke haath hai taqdeer ki kitaab kya kya likha karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya iss dil ka kya karenge ye ab aap sochiye hum aap ki wafaa ki kasam kha rahe hai aaj kaise wafaa karenge ye ab aap sochiye humne to dil ko aap ke kadmon pe rakh diya
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa humsafar saath apna chhod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath humsafar saath apna chhod chale humsafar saath raasta saaf tha to chalte rahe saath hanste rahe machalte rahe mod aaya to munh ko mod chale humsafar saath sapne toote pade hain raahon mein sapne toote pade hain raahon mein dard ki dhool hai nighaahon mein dil pe kadmon ke naksh chhod chale humsafar saath apna chhod chale humsafar saath jab unhen hum se pyaar hi naa raha roye kya intezaar bhi naa raha hum bhi daaman ko ab nichod chale humsafar saath apna chhod chale rishte naate wo saare tod chale humsafar saath
insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka darr hai hai paas tere jis ki amanat usse de de hai paas tere jis ki amanat usse de de nirdhan bhi hai nirdhan bhi hai insaan mohabbat usse de de mohabbat usse de de jis dar pe sabhi ek hain bande ye wo dar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai maayus na ho haar ke taqdir ki baazi pyaara hai wo ghum jisme ho bhagwan bhi raazi dukh dard mille dukh dard mille jisme wohi pyaar amar hai wohi pyaar amar hai ye soch le har baat ki daata ko khabar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai
iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain log ro ro ke bhi iss duniya mein jee lete hain aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua aik hum hain ke hassein bhi to guzaara na hua iss bhari duniya mein ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha ik mohabbat ke siwa aur na kuchh maangaa tha kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua kya karein ye bhi zamaane ko gawaaraa na hua iss bhari duniya mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein aasmaan kitne sitaare hain teri mehfil mein apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua apni takdeer ka hi koi sitaaraa na hua iss bhari duniya mein koi bhi hamaaraa na hua ghair to ghair the apnon ka sahaara na hua iss bhari duniya mein
aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya aankh zara lagi teri saara jahaan so gaya ye zameen so gayi aasmaan so gaya so gaya pyaar ka suhaag jaag dard e ishq jaag jaag dard e ishq jaag jaag jaag jaag jaag aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag kis ko sunaaun daastaan kis ko dikhaaun dil ke daag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag jaaun kahaan ke door tak jalta nahin koi charaag raakh ban chuki hai aag raakh ban chuki hai aag dil ko beqaraar kar chhed ke aansuon ka raag jaag dard e ishq jaag jaag aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama aisi chali hawaa e ghum aisa badal gaya sama rooth ke mujh se
jaane bahaar husn tera bemisaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai aayi hai mere paas tu iss aan baan se aayi hai mere paas tu iss aan baan se utri ho jaise koyi pari aasmaan se main kyaa kahoon khushi se ajab mera haal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar husn tera bemisaal hai haai ye teri mast adaayein ye baanqpan haai ye teri mast adaayein ye baanqpan kirnon ko bhi main chhoone na doonga tera badan tujh se nazar milaaye ye kis ki majaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya main khushnaseeb hoon ke tujhe maine paa liya toone karam kiya mujhe apna banaa liya aise mille hain hum ke bichhadna muhaal hai jaane bahaar husn tera bemisaal hai wallah kamaal hai arre wallah kamaal hai haai jaane bahaar
jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mere kadam jahaan pade sajde kiye the yaar ne mujhko rula rula diya jaati huyi bahaar ne jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai apni nazar mein aaj kal din bhi andheri raat hai saaya hi apne saath tha saaya hi apne saath hai jaane kahan gaye wo din kehte the teri raah mein nazron ko hum bichhayenge chaahe kahin bhi tum raho chaahenge tum ko umr bhar tum ko na bhool paayenge
jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai ab na wo pyaar na us pyaar ki yaadein baaki aag yun dil mein lagi kuchh na raha kuchh na bachaa jiski tasveer nigaahon mein liye bhaithi ho main wo dildaar nahin uski hoon khaamosh thika jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai zindagi haske guzarti to bahut achha tha khair haske na sahi roke guzar jaayegi raakh barbaad muhabbat ki bachha rakhi hai baar baar isko jo cheda to bikhar jaayegi jaane kya dhoondhati rehti hai ye aankhein mujh mein raakh ke dher mein shola hai na chingaari hai aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah aarzoo jurm wafaa jurm tamanna hai gunaah ye wo duniyaa hai jahaan pyaar nahin ho sakta jaise baazar ka dastoor tumhein samjhaaun bik gaya jo wo kharidaar nahin ho sakta bik gaya jo wo
jaane waale se mulaaqat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil ki dil hi mein rahi baat na hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya chandani khil naa saki chaand ne munh mod liya jiska armaan tha wo raat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki dil mein toofan uthe phir bhi zubaan khul naa saki badliyaan chhaa gayin barsaat naa hone paayi hoooo jaane waale se mulaaqat na hone paayi
jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan ji chaahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jaana kahan ye mera geet jeevan sangeet kal bhi koi dohraayega ye mera geet jeevan sangeet kal bhi koi dohraayega jag ko hasaane bahrupiya roop badal phir aayega swarg yahin nark yahan iske siva jaana kahan ji chahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jaana kahan kal khel mein hum hon na hon gardish mein taare rahenge sadaa kal khel mein hum hon na hon gardish mein taare rahenge sadaa bhoologe tum bhoolenge wo par hum tumhare rahenge sadaa rahenge yahin apne nishan iske siva jaana kahan ji chaahe jab humko awaaz do hum hain wahin hum thei jahan apne yahin dono jahan iske siva jana kahan jeena yahan marna yahan iske siva jaana kahan
jeet hi lenge baazi hum tum khel adhura chhoote na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na aa aa aa aa aa aa aa aa milta hai jahan dharti se gagan milta hai jahan dharti se gagan aao wahin hum jaayein tu mere liye main tere liye tu mere liye main tere liye iss duniya ko thukraayein iss duniya ko thukraayein door basaa lein dil ki jannat jis ko zamaana loote na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na aa aa pyaar ka bandhan toote na umm hmm hmm la la la la aa aa aa aa aa aa aa umm umm umm milne ki khushi na milne ka ghum khatm ye jhagde ho jaayein milne ki khushi na milne ka ghum khatm ye jhagde ho jaayein tu tu na rahe main main na rahoon tu tu na rahe main main na rahoon ik dooje mein kho jaayein ik dooje mein kho jaayein main bhi na chhodun pal bhar daaman main bhi na chhodun pal bhar daaman tu bhi pal bhar ruthe na pyaar ka bandhan janam ka bandhan janam ka bandhan toote na pyaar ka bandhan toote na pyaar ka bandhan toote
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Chor Machaye Shor (1974) 05:22 20478
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:22   Song Number : 20478   

Gori Gori Gaon Ki Ye Gulistan Hamara (1972) 04:10 14424
 
Poster of Ye Gulistan Hamara (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sharmila Tagore
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal, Hinch
Duration : 04:10   Song Number : 14424   

Gori Tera Gaaon Bada Chitchor (1976) 05:21 20484
 
Poster of Chitchor (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Raag- 
Palasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 20484   

Gudiya Kab Tak Dosti (1964) 03:37 13183
 
Poster of Dosti (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Uma
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:37   Song Number : 13183   

Guzre Hain Aaj Ishq Dil Diya Dard Liya (1966) 03:50 13095
 
Poster of Dil Diya Dard Liya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:50   Song Number : 13095   

Hey Gobind Hey Gopal Jagjit Singh 05:44 15515
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Bhajan
Singer- 
Jagjit Singh
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:44   Song Number : 15515   

Hothon Pe Sachchaai Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960) 05:04 20677
 
Poster of Jis Desh Men Ganga Behti Hai (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:04   Song Number : 20677   

Hum Ko Mann Ki Shakti Denaa Guddi (1971) 04:31 20564
 
Poster of Guddi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Vani Jayaram
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Group Song
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:31   Song Number : 20564   

Humare Dil Se Na Jana Uran Khatola (1955) 03:11 15172
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Surya Kumari
Raag- 
Bihag
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 15172   

Humne To Dil Ko Mere Sanam (1965) 05:14 11901
 
Poster of Mere Sanam (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Vishwajeet
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:14   Song Number : 11901   

Humsafar Saath Apna Chhod Chale Aakhri Dao (1958) 05:03 12044
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Gara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:03   Song Number : 12044   

Insaaf Ka Mandir Hai Ye Amar (1954) 03:34 20584
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20584   

Iss Bhari Duniyaan Mein Bharosa (1963) 04:08 12907
 
Poster of Bharosa (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 12907   

Jaag Dard E Ishq Anarkali (1953) 05:21 12671
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:21   Song Number : 12671   

Jaane Bahaar Husn Tera Pyar Kiya To Darna Kya (1963) 05:10 14016
 
Poster of Pyar Kiya To Darna Kya (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Raag- 
Malkauns
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:10   Song Number : 14016   

Jaane Kahan Gaye Mera Naam Joker (1970) 04:49 20612
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:49   Song Number : 20612   

Jaane Kya Dhoondhati Rehti Shola Aur Shabnam (1961) 03:31 14254
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 14254   

Jaane Waale Se Mulaaqat Amar (1954) 03:36 12647
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Yaman
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:36   Song Number : 12647   

Jeena Yahan Marna Mera Naam Joker (1970) 04:47 20660
 
Poster of Mera Naam Joker (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:47   Song Number : 20660   

Jeet Hi Lenge Baazi Shola Aur Shabnam (1961) 03:52 14253
 
Poster of Shola Aur Shabnam (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tarala Mehta
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:52   Song Number : 14253